Heart touching beautiful quotes
Welcome to Zfacreative
Amazing heart touching beautiful quotes
Haram and halal things are not labelled, what makes them feel fear
When your heart is not satisfied with Allah's simple, why should you fear the point of a gun!
There is fear of death, but he who has death in his hand has no possession
Alas, in the religion which veils even the voice of a woman, the young girls of the religion are dancing to the point
You people are sitting with ego and there Hazrat Prophet had said if your honor is lost by bowing down If it is less, by God, take it from me on the Day of Judgment
Among breakables, trust has fallen to third place, while glass is still at number one
Earlier veiling was done out of shame and now there is shame in veiling
The condition of the mind can be changed with hard work and dedication, trying to change the mind is just a waste of time.
The worst demand of a boy's mother and sister while dating is that the girl should not be too fast.
Maybe that's why we are being born a generation of idiots
I have seen people fight for religion have seen people support for religion have seen people oppose for religion Even people have been seen dying for religion, but they have not seen people living according to religion
Fatiha should be made not on the death of people, but on the death of feelings, because when people die, patience is lost, but when feelings die, happiness dies.
Haqq was always concerned about the one who eats halal
This is the result of separation from religion, otherwise, why does God fall into God
Life has its own color, a sad night does not sleep and a happy night does not let sleep
It's strange that we all give a shoulder to a person killed for your sake, but we shy away from supporting a living person.
Earlier, the clothes were cheap, but they were good for the body
Now, the more expensive the clothes are, the longer the body will be
He who is a good person has an effect on him, it has no effect on the dimensions
The heart heals that which feels within it
The heart is pure and clean for the one who does not have deceit and greed in his heart
A servant is one who has the fear of God in his heart
If not, the blind person would say that if I had my eyes, how good it would be
The people who doesn't be able to hear anything says How nice it would have been to hear him say
The people who doesn't be able to say anything says He said that it would be nice if he could speak to me
"Translate to Roman English"
Haram aur halal cheez per koi lable nahin Laga hota inmein Jo cheez fark karvati hai woh hai khauf-e-khuda
Jab Allah ki sada per tere Dil raazi nahin hota to banduq ki nouk Se tu kyon darta
Maut ka khauf hai Lekin jiske hath mein maut hai uss ka dar nahin
Afsos jis religious ki aurat ki awaaz Tak ka parda hai uss religious ki Jawan ladkiyan be parwah nach rahi hai
Tum log ego ko lekar baithe ho aur wahan Prophet SAW ne farmaya tha agar jhuk jaane se tumhari izzat kam Ho jaati hai to khuda ki Kasam Qayamat Wale din mujhse le lena
Tuthne wali cheezon mein Aitemaad teesre number per aaega
sheesha dusre jabki abhi pehle number per maujud hai
Pahle sharm ki wajah Se parda Kiya jata tha aur ab parda karte hue sharm aati hai
Jaib ke garibon ki halat mehnat aur lagan se badal sakte hai Dil wa dimag ka garibon ko badalne ki koshish sirf waqt ka zaaya hai
Rishta dhundhte waqt ladke ki maa aur bahen wagaira ki Sabse badi demand yah hoti hai ki ladki jyada Tej Na Ho
Shayad ishiliye ham nasl dar nasl bewakhuf bacche hi paida kiye ja rahe Hain
Maine logon Ko religion ke liye ladte dekha hai logon Ko religion ke liye himayat karte dekha hai logon Ko religion ke liye mukhalifat karte dekha hai yahan tak ki logon Ko religion ke liye marte dekha hai
Lekin logon Ko majhab ke mutabik jindagi gujarte nahin dekha
Fatiha logon ke Marne per nahin ehsaas ke Marne per padhna chahiye kyunki loug mar jayien to sab aa jata hai Magar ehsaas mar jayien to muhashera mar jata hai
Haq wa halal Jo khata hai usku hamesha khayal rahata hai
Deen Se duri ka yah natija hai warna khadam ba khadam tu kyon girta hai
Zindagi ka apna hi rang hai dukh wali Raat soyi nahin jaati aur Khushi wali Raat shone nahin deti
Hum log bhi Ajeeb hai sab sawab ke khatir mare hue Insan ko kandha zarur dete Hain Magar zinda Insan ka Sahara banne Se katrate Hain
Pahle kapde saste mil jaate the Magar Jism ko bakhubi dhak lete the ab kapde jitne mahinge ho gaye hain badan utane hi lange ho gaye hain
Jo achcha Insan hota hai usi per asar hota hai jhuton per iska koi asar nahin hota
Dil usi ka tadapta hai jiske andar ehsaas hota hai
Dil usi ka saaf suthra hota hai jis Dil mein makkari aur lalach nahin Hoti hai
Banda to woh hota hai jiske Dil mein khauf khuda hota hai
Nahin to andha kehta ki kash meri aankh hoti toh kitna achcha hota
Behra kahta ki kash mujhe sunne aata toh kitna achcha hota
Gunga kahta ki kash mujhe bolne aata toh kitna achcha hota

Thank you
No comments:
Post a Comment